Momino Haidar-e-karrar kah matam kaar lo.

Lo Muhammad kay Alamdar kah matam karlo.

1) Khaakh urhao kay Ali Shair-e-Khuda maray gayai (x2)
Baazu-e-Ahmed-e-Mukhtar ka matam karlo.

2) Jo kay pancho main bhi hai baara Imaamon main bhi hai (x2)
Saray Nabiyon kay madadghar ka matam karlo.

3) Milkay Jibreel kay ustaad ka pursa day do (x2)
Sahib-e-duldul-o-talwaar ka matam karlo.

4) Apnay qaatil ko diya jisnay kai jaam-e-shireen (x2)
Kausari-e-jaam kay Mukhtar ka matam karlo.